Chalo chalte hain...
Door kahin .... Paas kahin ...
Is andher duniya se door
us ujjwal sitare ke paas
chalo chalte hain ...
Paa liya jo paana tha
de diya jo dena tha
waqt kuch haseen tha
waqt kuch kharaab tha
ab waqt pahunchne ka hai
dariya ke us paar
jahaan dard hai, par ehsaas nai
jahaan pyaar hai, lagaav nai
Door kahin .... Paas kahin ...
Is andher duniya se door
us ujjwal sitare ke paas
chalo chalte hain ...
Paa liya jo paana tha
de diya jo dena tha
waqt kuch haseen tha
waqt kuch kharaab tha
ab waqt pahunchne ka hai
dariya ke us paar
jahaan dard hai, par ehsaas nai
jahaan pyaar hai, lagaav nai
0 comments:
Post a Comment